09/26/2026
Diablo Lake ki khoobsurti lafzon mein bayan karna mushkil hai πποΈ
Rehan ke saath paharon, neelay pani aur dilkash nazaron ke darmiyan guzara hua ek yaadgar din β aur maze ko double kar diya garma garam Beef Pulao ne ππ
Kuch safar sirf jagah nahi dikhate, khoobsurat yaadein bhi de jaate hain. π²β¨