04/08/2026
“Shaadi ka gift diya tha toaster…
ab shaadi toot gayi… toh toaster wapas karo! 😭🔥”
Kanjooosi ki inteha hey ji…
insaan chala gaya, par toaster ki value abhi bhi zinda hai 😂
👉 Yeh sirf ek object nahi… ego ka sawal ban chuka hai!
Aap kya karte? Gift wapas dete ya block kar dete? 👀