21/10/2026
❤️ Bandhay Hathon Ki Meri Laaj Nibhaye Rakhna | Sajid Ali Chishti | Heart Touching Naat ❤️
Suniye naat khuwan Sajid Ali Chishti ki dil ko chhoo lene wali pursoz aur khoobsurat naat “Bandhay Hathon Ki Meri Laaj Nibhaye Rakhna”. 🤲❤️
Ye pyari si naat aapke dil ko sukoon aur rooh ko tazgi degi, InshaAllah. Naat ko mukammal sunein aur apne doston, ahbab aur ghar walon ke saath bhi share karein.
🌹 Naat Khuwan: Sajid Ali Chishti
🎙️ Naat: Bandhay Hathon Ki Meri Laaj Nibhaye Rakhna
Agar aapko ye naat pasand aaye to video ko LIKE karein, apni raaye COMMENT mein zaroor dein aur mazeed khoobsurat naatain sunne ke liye hamare channel ko SUBSCRIBE karein.
Allah Pak hum sab par apna karam farmaye aur hamari duaein qabool farmaye. Ameen 🤲❤️