17/07/2026
🌸🚩 Jai Jagannath! Jai Shri Triyoga Maharaj Ji! 🚩🌸
Shri Radha Gokulananda Dham se nikli divya Shri Jagannath Rath Yatra ka pavitra drishya sabhi bhakton ke liye anand aur bhakti ka avsar bana.
Pujya Shri Triyoga Maharaj Ji ke pavan sannidhya mein nikli is divya yatra mein anek bhakton ne prem, shraddha aur Hari Naam Sankirtan ke saath bhaag liya.
Prabhu Jagannath sab par apni kripa barsayein aur sabke jeevan ko sukh, shanti aur bhakti se bhar dein.
Jai Jagannath! 🙏Jai Shri Radha Gokulananda! 🌺Jai Shri Triyoga Maharaj Ji! 🌼