08/02/2023
💞Assalamu Alaikum Warehmatullahy Wa Warkatuhu💞
Valentine Day Ki Haqeeqat
Valentine day kya hai Ek Yahudi Padri Ne Behayayi ki
Saari Haden Paar Karte hue
Ek Ladki Se Shadi Se Pahle
Zina(rape) Kiya tha
isi Baat par England Ki Hukumat ne 14 February ko usey Fansi ki saza di Thi
Is Din Ko England ki Noujawan Nasal Ne iski Yaad Mein manana Shuru kar diya
Afsos Ki Baat ab musalmano ne bhi is Behaya aur Besharam
Nasal Ki Tarah isko Manana Shuru kar diya
Yaad Rakhen
Allah Ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam
Ki Hadees Ka Mafhoom Hai
Jo Shakhs jis Qoum ki Mushabihat(Tariqe) Ikhtyaar Karega
Wo Unhi Mein Shumar Hoga
Yaani Baroze Qayamat Unhi Jaisa Hashr kia Jayega
``Aye Muslmano Tumhare Liye Kuffar ke Tariko me Kaamyabi Nahi hai...
`
♥Al-Qur'aan : Beshak Tumhare Liye Allah ke Rasool ki Zindagi Ek Behtar Namuna Hai..
(Surah : Al-Ahjab, A-21,)
`
♥Hadis : Ibne umar (Radi Allahu Anhu) Se Riwayat hai ki--
"Jisne Kaum ke Sath Musha'behat Ikhteyar ki to wo Qayamat ke Roj Unhi me Se Hoga...!
(Abu Daud,)
Baraye Maherbani
Is Message ko sabhi Musalman bhaiyo behno Tak Pahunchaye