26/02/2026
Ek raat ek shakhs ne dil mein niyat ki ke woh Allah ki raah mein chupkar sadqa karega.
Usne socha aisa sadqa dunga jise koi na jaane. Magar har raat uska diya hua sadqa kabhi chor, kabhi ek aurat aur kabhi ek ameer ke paas pahunch gaya. Log baatein banate rahe, lekin usne har baar kaha:
"Ae mere Rab, meri niyat sirf tere liye hai."