07/10/2026
Mujhe laga ghar mein treat bat rahi hai, isliye main full speed mein daud ke aaya! 🍖🐶
Lekin yahan aake pata chala ki bada bhai chhote bhai ko "P***u" bolke tang kar raha hai. Aur jab main beech mein baitha, toh dono milke bolte hain "Duto P***u Ek Sathe"! 🙄
Bhai, asli P***u toh main hoon! Yeh doosra nakli P***u kahan se beech mein aa gaya? Aur itni beizzati ke baad bhi mujhe ek biscuit tak nahi mila! In dono insaanon ke daily kalesh mein meri entry faltu mein ho gayi. 😂🐾
Agar aapka dog bhi ghar ke har tamashe mein beech mein aake aese hi baith jata hai, toh LIKE aur SHARE zaroor karein! 👇
***u