05/08/2026
Teri chahat ka mehakta sa gulabπΉ paas hai,
Dil mein halka sa dard, aur pyaar ka ehsaas hai.
Kaante chubhe hain hathon mein, par gila nahi koi,
Kyunki in zakhmon mein bhi teri yaadon ki mithaas hai.