25/05/2026
Mai kabhi…😊
Bhulunga na tujhe…🫵
Chache tu mujhko…😌
Dena bhula…🥹❤️🩹🥺
Saheri
Mai kabhi bhulunga na tujhe…😊
Chahe waqt badal jaye,
ya log badal jaye…
Tu meri wo aadat nahi,
jo waqt ke saath chhoot jaye,
Tu meri wo dua hai,
jo har khamoshi me bhi yaad aaye…🥺❤️🩹